Are mere yaar apane rang hazaar
Bure bhi hum bhale bhi hum
Samajhiyo na kisi se kam
Hamara naam, banarasi babu
Ham hai banarasi babu
Bure bhi hum bhale bhi hum
Samajhiyo na kisi se kam
Hamara naam, banarasi babu
Ham hai banarasi babu
Jai ho ganga maiya
Ganga ki, laharo jaisi
Ganga ki, laharo jaisi
Sidhi sadhi chal humari
Ghat ghat ka, are pani pike
Ghat ghat ka pani pike
Humane sari umar guzari
Na raasta na mazil phir bhi
Ghume subah shaam
Banarasi babu
Hum hai banarasi babu
Bure bhi ham, bhale bhi ham
Samajhiyo na kisi se kam
Humara naam, banarasi babu
Hum hai banaarasi baabu
Humane bhi, wahi sikha
Hamane bhi, wahi sikha
Jo is duniya ne sikhalaya
Andar karalo, are aankh mich ke
Andar karalo, are aankh mich ke
Chahe ho vo maal paraya
Duniya aur ham dono sache
Kisko de ilzaam
Banarasi babu
Ham hai banarasi babu
Bure bhi ham, bhale bhi ham
Samajhiyo na kisi se kam
Hamara naam, banarasi babu
Ham hai banarasi babu
Ham hai banarasi babu
Ham hai banarasi babu